Kidhar Main Jaaun from Zindagi Aur Khwab Movie (Dattaram Wadkar)

Kidhar main jaaun samajh na paaun
Bulaa rahi hai do raahe
Idhar hai mamata aur
Udhar hai bhigi nigaahe

Kabhi kisi ki khushiyaan koi lute na
Banate banate mahal kisi ka tute na
Kabhi kisi ki

Bhanwar se bach ke ek bhatakati
Naav lagi thi kinaare
Kise khabar thi phir pahunchegi
In aansuo ke dwaare
Haay is tarah bhaag kisi se ruthe na
Banate banate mahal

Abhi abhi do phulo wali jhum rahi thi daali
Ghiri achanak kali badali bijali girane waali
Hote hote saath kisi ka chhute na
Banate banate mahal...

Song Details
Movie
Zindagi Aur Khwab
Artist
Dattaram Wadkar
Music Directory
Dattaram Wadkar
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Other Lyrics from Zindagi Aur Khwab

Kateli Kateli Naseli Naseli
Kehti Hai Jhuki Jhuki Nazar
Kidhar Main Jaaun
Mera Bandar Chala Hai Sasural
Na Jaane Kahan Tum The
Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye

Other popular Lyrics by Dattaram Wadkar

Raghupati Raghav Raja Ram (Ab Dilli Dur Nahin)
Jiyo Lal Mere Tum Lakhon Baras (Ab Dilli Dur Nahin)
Mata O Mata (Ab Dilli Dur Nahin)
Bhej Chhana Chhan (Ab Dilli Dur Nahin)
Lo Har Cheez Lelo (Ab Dilli Dur Nahin)
Chhun Chhun Karti Aai Chidiya (Ab Dilli Dur Nahin)
Maalik Tere Jahan Mein (Ab Dilli Dur Nahin)
Sun Le Bapu Yeh Paigam (Balak)
Chandaniya Hai Raat (Balak)
Looti Zindagi Aur Gham Muskuraye (Parvarish)