Ye Duniya Usi Ki from Gharana Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Prit se dil ka singhar kar le
Prit se dil ka singhar kar le

Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Maan me jiske na pyar ki lagan hai
Uska jivan bhi kya jivan hai

Maan me jiske na pyar ki lagan hai
Uska jivan bhi kya jivan hai

Suno suno ji kya kahati hai payal ki jhankar
Kya te te dhin thana dhere na
Te te dhin thana dhere na
Te te dhin thana dhere na

Oo ho, maan me jiske na pyar ki lagan hai
Uska jivan bhi kya jivan hai,
Nain kisi se tu char karle
Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Apni ankhiyo se parda hata le
Maan ki bagiya me kaliya khila le

Apni ankhiyo se parda hata le
Maan ki bagiya me kaliya khila le

Suno suno ji kya kahati hai payal ki jhankar
Kya, nadardani, sundardani, dhin thana dhere na
Dhin thana dhere na, dhin thana dhere na
Dhin thana dhere na, tak jhumja, tak jhumja

Oo ho, apni ankhiyo se parda hata le
Maan ki bagiya me kaliya khila le
tuti fija ko bahar kar le

Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Prit se dil ka singhar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le...

Song Details
Movie
Gharana
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Gharana

Daadi Ammaa Daadi Ammaa Maan Jaao
Ho Gayi Re Ho Gayi
Husn Wale Teraa Jawab Nahee
Jab Se Tumhe Dekha Hai
Jai Raghunandan
Mere Banne Ki Baat
Na Dekho Hume Ghur Ke
Ye Duniya Usi Ki

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)