Mast Aankhon Mein from Shama Movie (Ghulam Mohammed)

Mast aankhon mein
Mast aankhon mein shararat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi

Yuhi sharma ne ki aadat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi
Mast aankhon mein
Mast aankhon mein shararat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi

Oo koi bijili hai ki nas nas main jo leharati hai
Mujhe kyaa jane kaha leke udi jaati hai
Mujhe kyaa jane kaha leke udi jaati hai
Sho-angadai-i-qayamat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi

Dil dhadakta hai to chahere pay nikahaar aata hai
Wo to woh hai mujhe apni pay pyaar aata hai
Wo to woh hai mujhe apni pay pyaar aata hai
Jaisi ab hai apani haalat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi

Oo behaki behaki hui nazro ka salaam aata hai
Dil-e-betaab taher unka payaam aata hai
Hai jo ab mujha pay inaayat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi

Mast aankhon mein
Mast aankhon mein shararat
Kabhi aisi to naa thi
Kabhi aisi to naa thi...

Song Details
Movie
Shama
Artist
Ghulam Mohammed
Music Directory
Ghulam Mohammed
Music Label
Saregama
Singers
Suman Kalyanpur
Lyricist
Kaifi Azmi

Other Lyrics from Shama

Aap Se Pyar Hua Jata Hai
Dharakte Dil Ki Tamanna
Dil Gham Se Jal Raha Hai
Insaaf Tera Dekha
Is Jurm Karke Humne
Mast Aankhon Mein
Mere Mehboob Tujhe Pyar Karu
Woh Sadgi Kahe Isse
Yaas Ke Dhar Pe Jhuka Jata Hai Sar Aaj Ki Raat

Other popular Lyrics by Ghulam Mohammed

Chali Pee Ke Nagar (Mirza Ghalib)
Chal Diyaa Kaarwaan (Laila Majnu)
Aah Ko Chahiye Ek Umar (Mirza Ghalib)
Mohabbat Ki Dhun Bekarar (Dil-E-Nadaan)
Chhum Chhama Chhum (Rail Ka Dibba)
Aankhon Mein Hai (Laila Majnu)
Duniya Jawan Hai (Rail Ka Dibba)
Bhagwan Teri Duniya Me (Rail Ka Dibba)
Hai Bas Ke Har Ek Unke (Mirza Ghalib)
Leejo Babul Humara Salaam Re (Dil-E-Nadaan)