Looti Zindagi Aur Gham Muskuraye from Parvarish Movie (Dattaram Wadkar)

Jahaanwaale tere ghar charaag jalate hain
Hamaare dil mein magar dil ke daag jalate hain
Looti jindagi aur gham muskuraaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi aur gham muskuraaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi

Gale humase milkar khushi ro rahi hai
Gale humase milkar khushi ro rahi hai
Chaman has raha hai kali ro rahi hai
Chaman has raha hai kali ro rahi hai
Haay…
Dhali ik pal mein bahaaron ke saaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi

Giri bijaliya ghar banaane se pehale
Giri bijaliya ghar banaane se pehale
Jala aashiyaana sajaane se pehale
Jala aashiyaana sajaane se pehale
Haay….
Ajab hai jamaana banaakar mitaaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi aur gham muskuraaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi...

Song Details
Movie
Parvarish
Artist
Dattaram Wadkar
Music Directory
Dattaram Wadkar
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Parvarish

Aansu Bhari Hain
Beliya Beliya
Jaane Kaisa Jadu Kiya Re
Jhoome Re Jhoome Re
Looti Zindagi Aur Gham Muskuraye
Mama O Mama
Masti Bhara Hai Sama

Other popular Lyrics by Dattaram Wadkar

Raghupati Raghav Raja Ram (Ab Dilli Dur Nahin)
Jiyo Lal Mere Tum Lakhon Baras (Ab Dilli Dur Nahin)
Mata O Mata (Ab Dilli Dur Nahin)
Bhej Chhana Chhan (Ab Dilli Dur Nahin)
Lo Har Cheez Lelo (Ab Dilli Dur Nahin)
Chhun Chhun Karti Aai Chidiya (Ab Dilli Dur Nahin)
Maalik Tere Jahan Mein (Ab Dilli Dur Nahin)
Sun Le Bapu Yeh Paigam (Balak)
Chandaniya Hai Raat (Balak)
Looti Zindagi Aur Gham Muskuraye (Parvarish)