Do Nainon Ka Bana from Devta Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Do naino kaa bana jhulana, yeh palko kee doliya
Yeh palko kee doliya
Saj bajaye chandanee aur chand khilaye lorriya
Chand khilaye lorriya, hoo chand khilaye lorriya

Lal meraa jab muskaye
Lal meraa jab muskaye, mast chandaniya bhee sharmaye
Aa dekh dekh ke mere dil me
Dekh dekh ke mere dil me, laher khushee kee doudee jaye

Tere mere pyar kee yeh kabhee naa tute doriya
Kabhee naa tute doriya
Hoo chand khilaye lorriya

Mere sang sang dhire dhire chal chale jab tu matwalee
Me jhumu meraa manwa jhume, jhume dalee dalee
Phulo kee hai palkee aur shakho kee yeh doriya
Shakho kee yeh doriya
Saj bajaye chandanee aur chand khilaye lorriya
Chand khilaye lorriya, hoo chand khilaye lorriya...

Song Details
Movie
Devta
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Devta

Ae Chaand Kal Jo Aana
Do Nainon Ka Bana
Kaise Aaoon Jamuna Ke Teer
Kisi Se Pyaar Hai Humko
Suna Hai Mere Dil Ka
Udhar Chali Ja Janaki
Zalim Tere Aankhon Ne

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Yeh Munh Aur Dal Masur Ki (Baarish)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)