Aansoo Hai Meri Taqdeer Me from Raj Hath Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Kaha se milte moti
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti

Jiski mang rah gayi suni
Zahar hai uska jina
Jiski mang rah gayi suni
Zahar hai uska jina
Bin sajan ki more jaise
Bina tar ki dina
Bin sajan ki more jaise
Bina tar ki dina
Laga di jo aag sine me
Mere pav bandh gayi zanzir me
Kaha se milte moti
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti

Kiske liye singar karegi
Ye barbad jawani
Kiske liye singar karegi
Ye barbad jawani

Dhire dhire ghunt kar marna
Yahi hai meri kahani
Dhire dhire ghunt kar marna
Yahi hai meri kahani
Jhinak cahle mere sapne
Naino ke bahte nir
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti...

Song Details
Movie
Raj Hath
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Raj Hath

Aa Gayi
Aaja Aaja Nadiya Kinare
Aansoo Hai Meri Taqdeer Me
Aaye Bahaar Ban Ke
Antar Mantar Jantar
Chale Sipahi
Mere Sapne Me Aana
Naache Ang Ang
Nadiya Kinare Phiru Pyasi
Pyare Babul Se Bichhad Ke
Ye Wada Karo

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Awaaz Deke Humein Tum Bulao (Professor)
Badatamiz Kaho Yaa Kaho Jaanavar (Budtameez)