Piya Ko Bulao Re from Patrani Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Are koi jao re piya ko bulao re
Gori ki payal baje chan chan chan chan
Are koi jao re piya ko bulao re
Gori ki payal baje chan chan chan chan
Jaise jaise rat chade ankhiyo ki pyas badhe
Gori ki pyal baje chan chan chan chan
Jaise jaise rat chade ankhiyo ki pyas badhe
Gori ki pyal baje chan chan chan chan

Aaj ki raat sajan ke sath
Aaj ki raat sajan ke sath
Gupchup hongi bhed ki batiya
Naino me naina hatho me hath
Naino me naina hatho me hath
Rup karengi man ki muratiya
Rup karengi man ki muratiya
Are koi jao re piya ko bulao re
Gori ki payal baje chan chan chan chan
Are koi jao re piya ko bulao re
Gori ki payal baje chan chan chan chan

Pahandega kya baho ka har
Pahandega kya baho ka har
Kal ki kali ek phul banegi
Kal ki kali ek phul banegi
Chedenge jab wo man ka sitar
Chedenge jab wo man ka sitar
Dil ki ye dunia jhum uthegi
Dil ki ye dunia jhum uthegi
Are koi jao re piya ko bulao re
Gori ki payal baje chan chan chan chan
Are koi jao re piya ko bulao re
Gori ki payal baje chan chan chan chan...

Song Details
Movie
Patrani
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Patrani

Aaye Rituraja
Chandrma Madbhara Kyon
Ho Balma Tum Bedardi
Kabhi To Aao
Meri Ankhon Me Sama Gaye
Piya Ko Bulao Re
Raja Pyare
Saat Samandar Paar
Unche Mahal Me Rahne Wale

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Awaaz Deke Humein Tum Bulao (Professor)
Badatamiz Kaho Yaa Kaho Jaanavar (Budtameez)