O Zindagi Ke Denewaale from Nagin Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

O zindagi ke dene vaale zindagi ke lene vaale
O zindagi ke dene vaale zindagi ke lene vaale
Prit meri chhin ke bataa tujhe kyaa milaa
O zindagi ke dene vaale zindagi ke lene vaale
Prit meri chhin ke bataa tujhe kyaa milaa

Kahaa kare dip jab bujh gai baati
Bichhad gayaa meraa saathi
Tune todi meri vinaa deke saharaa chhinaa
Laaj tujhe kyun na aati
Chain meraa lut ke bataa tujhe kyaa milaa
O zindagi ke dene vaale zindagi ke lene vaale
Prit meri chhin ke bataa tujhe kyaa milaa

Maine kab tode bhalaa chaand sitaare tere
Phir kyo bujhaae tune dil ke ujaale mere
Maine kab tode bhalaa chaand sitaare tere
Phir kyo bujhaae tune dil ke ujaale mere
Mujhe meri jaan dede prit ko ye daan dede
Khoe hue mere praan dede
Dil meraa tod ke bataa tujhe kyaa milaa
O zindagi ke dene vaale zindagi ke lene vaale
Prit meri chhin ke bataa tujhe kyaa milaa...

Song Details
Movie
Nagin
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Nagin

Ari Chod De Patang
Jadugar Saiyan Chod Mori Bayian
Mera Badli Mein Chup Gaya Chaand Re
Mera Dil Ye Pukare
O Zindagi Ke Denewaale
Sun Rasiya Man Basiya
Tan Dole Mera Man Dole
Tere Dwar Khada Ek Jogi
Teri Yaad Mein Jalkar Dekh Liya

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)