Ye Hi Hai Mere Sapno Ka Sansar from Ferry Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Yahi hai mere sapno ka sansar
Yahi hai mere sapno ka sansar
Choti si ye dunia meri
Choti si ye dunia meri
Chota sa ghar bar
Yahi hai mere sapno ka sansar
Yahi hai mere sapno ka sansar

Andhiyari aankho ki jyoti
Yahi hai mera hira moti
Andhiyari aankho ki jyoti
Yahi hai mera hira moti
Chote se is ka sawera
Chote se is ka sawera
Mahak raha gulzar
Yahi hai mere sapno ka sansar
Yahi hai mere sapno ka sansar

Beakal man ka chail ye mukhda
Takti rahu din rain ye mukhda
Takti rahu din rain ye mukhda
Beakal man ka chail ye mukhda
Takti rahu din rain ye mukhda
Yahi mere man ki sobha
Yahi mere man ki sobha
Yahi mera singar
Yahi hai mere sapno ka sansar
Yahi hai mere sapno ka sansar

Choti si ye dunia meri
Choti si ye dunia meri
Chota sa ghar bar
Yahi hai mere sapno ka sansar
Yahi hai mere sapno ka sansar...

Song Details
Movie
Ferry
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Ratna Gupta
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Ferry

Kaisi Laagi Karejwa Katar
Na Ro Ae Ronewale
Naav Badha Le Majhi
Rangeeli Rangeeli
Ye Hi Hai Mere Sapno Ka Sansar

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)