Doob jaaye
Doob jaaye jo kismat ka tara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye
Doob jaaye jo kismat ka tara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye
Ho chaand suraj ho roshan hume kya
Ho koi phulo ho gulashan hume kya
Is samadhi hai jivan humara
Doob jaaye jo kismat ka tara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye
Aisa ulajha hai kato mein daman
Apni parachhai hai apni dushman
Lakh toofan hai
Lakh toofan hai aur ek bechara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye jo kismat ka tara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye
Ho reh gayi aarzoo nazar mein
Ho kati apni duniya bhanvar mein
Jab nazar aa raha tha kinara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye jo kismat ka tara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye jo kismat ka tara
Koi hota nahi phir sahara
Doob jaaye...
Ae Darde Jigar |
Apni Kaho Kuch |
Chanda Ki Chhav Mein |
Doob Jaaye Jo |
Kat Te Hai Dukh |
Laga Ke Hatho Mein |
Mohabbat Hi Na |
Naina Laga Ke |