Dil Se Bhula Do Tum from Patanga Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Dil se bhula do tum hame
Dil se bhula do tum hame
Ham naa tumhe bhulaayenge
Ruth ke jaanewaale
Ham duniya se ruth jaayenge
Ham naa tumhe bhulaayenge
Dil se bhula do tum hame
Ham naa tumhe bhulaayenge
Ruth ke jaanewaale
Ham duniya se ruth jaayenge
Ham naa tumhe bhulaayenge

Najaro se kyun gira diya
Tumne kisee gharib ko
Najaro se kyun gira diya
Tumne kisee gharib ko
Kaise manaayega koyee
Ruthe huye nasib ko
Kaise manaayega koyee
Ruthe huye nasib ko
Tum ne diye jo dil ke daagh
Tum ne diye jo dil ke daagh
Kaise unhe chhupaayenge
Ruth ke jaanewaale
Ham duniya se ruth jaayenge
Ham naa tumhe bhulaayenge
Dil se bhula do tum hame
Ham naa tumhe bhulaayenge
Ruth ke jaanewaale
Ham duniya se ruth jaayenge
Ham naa tumhe bhulaayenge

Tumne hame mita diya
Tumse kahe toh kya kahe
Tumne hame mita diya
Tumse kahe toh kya kahe
Maana ke bewafa ho tum
Phir bhee naa bewafa kahe
Maana ke bewafa ho tum
Phir bhee naa bewafa kahe
Tumne jo kahana tha kah chuke
Tumne jo kahana tha kah chuke
Ham yahee kahate jaayenge
Ruth ke jaanewaale
Ham duniya se ruth jaayenge
Ham naa tumhe bhulaayenge
Dil se bhula do tum hame
Ham naa tumhe bhulaayenge
Ruth ke jaanewaale
Ham duniya se ruth jaayenge
Ham naa tumhe bhulaayenge...

Song Details
Movie
Patanga
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Patanga

Balam Tujhe Mera Salam
Dil Se Bhula Do Tum
Gore Gore Mukhde
Kabhi Khamosh Ho Jana
Mere Piya Gaye Rangun
Namaste Namaste
O Dilwalo Dil Ka Lagana
Pyar Ke Jahan Ki Nirali
Thukra Ke Mujhe Jane

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Yeh Munh Aur Dal Masur Ki (Baarish)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)