Har aish hai dunia ka
Kismat me garibo ke
Din kate nahi kat-te
Bechare amiro ke
Dunia me amiro ko
Aji dunia me amiro ko
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta
Haste hai to rone ka
Ha paygam nahi milta
Paygam nahi milta
Aaram nahi milta
Savere chai aur phir nashta
Phir do baje khana
Baje jab char to
Phir chai biscuit aur
Phir rat ko khana
Lage rahte hai hardum
Khane hi khane ke chakkar me
Musibat hi musibat hai likhi
Unke mukaddar me
Becharo ka bin motar
Becharo ka bin motar
To kaam nahi milta
To kaam nahi milta
Aaram nahi milta
Dunia me amiro ko
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta
Garibo ko to dekho
Rat din aaram karte hai
Chane ki ek muthi khake
Din bhar kam karte hai
Na khane ki musibat hai
Pahanne ka na kuch jhagda
Fakat sar dhapne ko chahiye
Chota sa ek kapda
Unka hazaro me
Ek tu bhi nahi milta
Ek tu bhi nahi milta
Dunia me amiro ko
Aaram nahi milta
Aaram nahi milta...
Amiro Ko Araam |
Ja Ud Ja Re Kagwa |
Jiya Mora Haale Dole Ho |
Pa Ke Nazro Ka Ishara |
Salame Mohabbat Ka |
Tum Kya Jano |