Pa Ke Nazro Ka Ishara from Kaneez Movie (Various Artists)

Pa ke najaro ka ishara
Ham bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara
Ham bhi unke ho gaye
Pa ke najaro ka ishara
Ham bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara

Pee ko ham pehli najar me rah gaye
Dil tham ke
Pee ko ham pehli najar me rah gaye
Dil tham ke
Jab mili najare dobara
Jab mili najare dobara
Ham kisi ke ho gaye
Pa ke najaro ka ishara
Ham bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara

Labh abhi khulne na paye
The kisi ke samne
Labh abhi khulne na paye
The kisi ke samne
Us se pehle dil pukara
Us se pehle dil pukara
Ham kisi ke ho gaye
Pa ke najaro ka ishara
Ham bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara

Ek jara aans mila kar
Dekh leti berukhi
Ek jara aans mila kar
Dekh leti berukhi
Ho gaya koi hamara
Ho gaya koi hamara
Ham kisi ke ho gaye
Pa ke najaro ka ishara
Ham bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara
Ham bhi unke ho gaye
Pa ke najaro ka ishara...

Song Details
Movie
Kaneez
Artist
Various Artists
Music Directory
Ghulam Haider, Hansraj Behl
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Sarshar Sailani

Other Lyrics from Kaneez

Amiro Ko Araam
Ja Ud Ja Re Kagwa
Jiya Mora Haale Dole Ho
Pa Ke Nazro Ka Ishara
Salame Mohabbat Ka
Tum Kya Jano

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)