Aise Mili Nigaahein from Daraar Movie (Anu Malik)

Aise mili nigahe parde ki oot se
Aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Dil ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se
Kaise mili nigahe parde ki oot se
Kaise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Ha ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se

Najuk sa ek ishara kya kam kar gaya
Bejan dhadkano me wo jan bhar gaya
Tum mano ya an mano mujhe etbar hai
Jise chot hamne samjha wohi to pyar hai
Sach hai ke ye hamari najro ki bhul hai
Fir bhi ye chot dil ko haskar kabul hai
Sach hai ke ye hamari najro ki bhul hai
Fir bhi ye chot dil ko haskar kabul hai
Haskar kabul hai
Aao karenge milke aankho ka sukhriya
Ik pal nahi jinhone ashiq bana diya
Aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se

Ye hale dil tumhe mai kaise karu baya
Bilkul nayi hai dunia ham aa gaye jaha
Ha is chot ka hua hai dekho kya asar
Betab hai tamanna bechain hai najar
Aye jakham dene wale dedo tumhi dawa
Marhum lagado ispe ab apne pyar ka
Aye jakham dene wale dedo tumhi dawa
Marhum lagado ispe ab apne pyar ka
Ab apne pyar ka
Kitna hai khubsurat chahat ka ye sitam
Dekho yahi dua hai ab dard ye na ho kam
Aise mili nigahe parde ki oot se
Dil ho gaya hai ghayal
Aanhko ki chot se
Aise mili nigahe parde ki oot se..

Song Details
Movie
Daraar
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Venus Records
Singers
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist
Rani Malik

Other Lyrics from Daraar

Aise Mili Nigaahein
Deewana Deewana
Ek Ladki Mera Naam
Maine Kaha Chal
Tera Chand Chehra
Ye Pyar Pyar Kya Hai

Other popular Lyrics by Anu Malik

Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Time Bomb (Aasmaan)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Ab Ke Baras (Ab Ke Baras)