Rakhe ram salamat ik hal do bailo ki jodi
Humko kahe ka gum baju pakke te chati chaudi
Dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re
Gaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re
Mittti me sab milta hai
Mitti se sab khilta hai
Are aaj mile ya kal mile
Mehnat ka fal milta hai
Gaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re
Hal ke sath banate hai
Dharti pe hum taswire
Hal ke sath banate hai
Dharti pe hum taswire
Apne hatho se likhte hai
Apni hum takdire
Kam karte karte humko hai marna jina
Pani kam hai to kya hai
Bahne do khun pasina
Jo baitha aakash ko dekhe
Wo piche pachtaye re
Aaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re
Aaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re
Jaldi jaldi hath chalao
Sathi bij hai bona
Jaldi jaldi hath chalao
Sathi bij hai bona
Beej pade par is mitti se
Paida hoga sona
Apni kaun sunega hum
Kiska nam pukare
Sabse acha apni bigdi aap saware
Bigdi aap saware
Wo bukha kyu rahe bhala
Jo sabki bukh mitaye re
Dharti gaye re aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Dharti gaye re aaye re khushi ke din
Aaye re dharti gaye re
Jhum uthi fasle kheto ko
Khatam hui rakhwali
Jhum uthi fasle kheto ko
Khatam hui rakhwali
Ab katenge hali angan bhar jayenge khali
Sab hatho me daratiya
Leke jab nikle gawo me
Sab hatho me daratiya
Leke jab nikle gawo me
Nach uthi panihariya pahan ke jhanjar paw me
Khwab kisano ke lahrate
Kheto me lahraye re
Dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye
Aaye re dharti gaye re
Rakhe ram salamat ik hal do bailo ki jodi
Humko kahe ka gum baju pakke te chati chaudi..
Dharti Gaye Re |
Mere Desh Ke Rang Pyare Pyare |
Tod Sake Tu Tod Saawariya |