Mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko
Teree yade mitane ko
Teree yade mitane ko pita hu gam bhulane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pitee hu gam bhulane ko
Teree yade mitane ko
Teree yade mitane ko pitee hu gam bhulane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko
Lakho me hajaro me ek too naa najar aayee
Lakho me hajaro me ek too naa najar aayee
Teraa koyee khat aaya naa koyee khabar aayee
Kya tune bhula dala
Kya tune bhula dala apne iss divane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pitee hu gam bhulane ko
Khoyee woh kitabe dil jis dil kaa hai yeh kissa
Khoyee woh kitabe dil jis dil kaa hai yeh kissa
Ek hissa hai pas mere tere pas hai ek hissa
Mai pura karu kaise iss dil key fasane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko
Mil jate agar abb ham aag lag jatee panee me
Mil jate agar abb ham aag lag jatee panee me
Bachpan see wahee dostee ho jatee javanee me
Chahat me badal dete
Chahat me badal dete ham iss dostaane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pitee hu gam bhulane ko
Mujhe pine kaa shauk nahee, pita hu gam bhulane ko..
Dono Jawani Ki Masti Me |
Hamka Isak Huwa Hai Yaro |
Jawani Ki Rail Kahi Chhut Na Jaye |
Lambuji Lambuji Bolo Tinguji |
Madina Wale Se Meraa Salam |
Mujhe Pine Ka Shauk Nahi |
Sari Duniya Ka Bojh Ham Uthate Hai |