Suraj ughte mainne na dekha
Chand chamkte mainne na dekha
Suraj ughte mainne na dekha
Chand chamkte mainne na dekha
Mainne na dekhi khusi kabi bhi
Aur khusiyo ne mujhe na dekhe
Sab gham hai mere main gham ka hu
Pal pal jiu aur pal pal maru
Kyonki main ek clerk hu
Main ek clerk hu ,main ek clerk hu
Sab gham hai mere main gham ka hu
Pal pal jiu aur pal pal maru
Kyonki main ek clerk hu,main ek clerk hu
Sune ma ne kabhi khasaya tha
Ha loriya de kar kabhi sulaya tha
Sune ma ne kabhi khasaya tha
Ha loriya de kar kabi sulaya tha
Ab ma bhi jage main bhi jaagu
Aur kahi nashiba soya tha
Aur kahi nashiba soya tha
Bhai bahan ki fees ka karcha
Bana ke rakh de charkha
Haath failakar yaar bhi dekha
Dil ke ye dukhde kaise kahu
Kante chunu kyonki main ek clerk hu
Jin dino main collage me padhta tha
Un dino koi mujh pe marta tha
Ik roop ki raani prem me pagal
Sang dekh ke collage jalta tha
Sang dekh ke collage jalta tha
Fir mili clerki par ladki ruthi
Vo roop ki rani daulat par futi
Kisi aur ki ho gayi roop badal ke
Sapno ki tarah thi vo bhi juthi
Sapno se ab main darta rahu
Tuta hua dil na jodh saku kyonki
Main ek clerk hu ,main ek clerk hu
Baso ki lambi line me lagkar
Th k tuth kar main ghar me aata hu
Ho o baso ki lambi line me lagkar
Thak tuth kar main ghar me aata hu
Ek kamij jo tan dakti hai
Use sabun bin dulata hu
Use sabun bin dulata hu
Fir maa chupke se aati hai
Aur taali me aanshu lati hai
Bhigi khali thali mujhko
Baniye ka karja jatati hai
Rone to aaye main hans padu
Roti na ho to main aansu piyu
Kyonki main ek clerk hu ,main ek clerk hu
Sab gham hai mere main gham ka hu
Pal pal jiu aur pal pal maru
Kyonki main ek clerk hu
Main ek clerk hu ,main ek clerk hu..
Aaj Pandrah August Hai |
Kadam Kadam |
Main Ek Clerk Hu |
Neelaam Ghar Mein Humne |
Rakh Geeta Pe Haath |
Tumse Jo Baat Hui |
Tun Tun |