Tumse jo baat hui tumse jo mulakat hui
Tumse jo baat hui tumse jo mulakat hui
Us par to mai bahut kuch likh sakta hu
Us par to mai bahut kuch kah sakta hu
Likh sakta hu, tumse jo baat hui
Ha us ek mulakaat par
Tulsi ke chan,gaalib ke sher
Samet sakta hu,ha us ek mulakaat par
Magar mai meri kalam meri jubaan
Sab kuch kamosh ho jaata hai
Jab un chap gadiyo ka mujhe khyal aata hai
Wo pal jo khamos the
Hosh se bahut dur, ha hum hosh me the
Ha hum hosh me the ,ha hum hosh me the
Un kamosh gadhyo se pahale
Maine sirf itna kaha tha itna kaha tha
Meri jindgi ko aaj ki shaam de do
Mere thapte huye maathe ko jara tham lo
Mai aur mera matha jo kab se jhal raha tha
Halat ki diwaro se ladh raha tha
Matha jiski nash nash tuth chuki thi
Matha jiski lakire duniya luth chuki thi
Tumne mathe ko chua,na jane kya hua
Hua to ye hua,hua to ye hua
Aasama jhuk gaya, vakht bhi rukh gaya
Wo pal jab khamosh the
Hosh se bahut dur, hahum hosh me the
Ha hum hosh me the ,ha hum hosh me the
Ha hum hosh me the ,ha hum hosh me the
Unse jo mulaakat hui
Unse jo baat hui
Unse jo mulaakat hui
Unse jo baat hui
Unse jo mulaakat hui
Unse jo baat hui
Ha hum hosh me the..
Aaj Pandrah August Hai |
Kadam Kadam |
Main Ek Clerk Hu |
Neelaam Ghar Mein Humne |
Rakh Geeta Pe Haath |
Tumse Jo Baat Hui |
Tun Tun |