Shaam Ki Bela Ek Albela from Chunaoti Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Shaam ki bela ek albela
Shaam ki bela ek albela
Mil gaya mujhko kahi akela
Usne dekha maine dekha
Usne dekha maine dekha
To hum kha gaye pyar ka dhokha

Bholi bhali samjh ke mujhko
Chala to maine roka aur kaha
Mujhe bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi
Mujhe bholi na
Mujhe bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi
Bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi
Khush rahega tu mere dam se
O raja bada gajab karungi
Mujhe bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi

Nain utha ke jaha dekha
Nain utha ke jaha dekha
Sabki mujh pe nazar hai
Har koi dekhe har koi roke
Kaisi ye zalim umar hai
Chal hai pichhe man hai aage
Dharti pe bhi pav na lage
Raste pe ho gayi mastani

Dil ne meri ek na mani
Jab se aayi mujhpe jawani
Ho gayi sajan ki diwani maine kaha
Mit jayega tu mere gam se
O raja bada gajab karungi

Soch rahi hu kisko dil du
Kisse pyar karu mai
Sabki ankhiya pyasi pyasi
Kiska zam bharu mai
Ho pine walo dil sambhalo
Is mehfil ka rang zama lo
Ji bhar bhar ke pyas bujha lo

Dil ki hasrat aaj mita lo
Aankho ki masti bhar dungi
Apne zam uchhalo dekho maine kaha
Jab mehfil me aaungi chham ke
O raja bada gajab karungi
Mujhe bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi
Bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi
Mujhe bholi na samjh kasam se
O raja bada gajab karungi..

Song Details
Movie
Chunaoti
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Verma Malik

Other Lyrics from Chunaoti

Main Rok Loongi Tujhe Aake
Mehfil Mein Paimana
Shaam Ki Bela Ek Albela

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)