Hum ko to rahna hai
Ek duje ke saath
Har mushkil me batenge
Hum ik duje ka haath
Hum ko to rahna hai
Ek duje ke saath
Har mushkil me batenge
Hum ek duje ka haath
Bhulenga na ye jahan
Kuchh aisa kar jayenge
Apane watan ke liye
Hum has ke mar jayenge
Jaat dharm sab alag hai
Lekin mulk ek hai dhang ek hai
Jism hamare juda juda hai
Lekin khun ka rang ek hai
Geeta ko chhuke kahate hai
Kasam hame hai kuran ki
Aan nahi mitane denge ham
Apane hindustan ki
Desh ke dushman gadaro ko
Desh ke dushman gadaro ko
Mil ke denge maat
Hum ko to rahna hai
Ek duje ke saath
Har mushkil me batenge
Hum ek duje ka haath
Hum ko to rahna hai
Ek duje ke saath
Har mushkil me batenge
Bhulenga na ye jahan
Kuchh aisa kar jayenge
Apane watan ke liye
Hum has ke mar jayenge
Hamne dharam karam se
Apne aap ko fauji mana hai
Hamne desh ko apne jivan se
Badhkar jana hai
Sarhad ke kam aa na sake
Hum watan ke kam aayenge
Sar pe laga kalank hai jo
Use apne lahu se mitayenge
Hum to sine me rakhte hai
Hum to sine me rakhte hai
Lohe ke jajbat
Humko to rahna hai
Ek duje ke saath
Har mushkil me batenge
Hum ek duje ka haath
Humko to rahna hai
Ek duje ke saath
Har mushkil me batenge
Hum ek duje ka haath
Bhulega na ye jaha
Kuchh aisa kar jayenge
Apne watan ke liye
Hum has ke mar jayenge..
Chamma Chamma |
Hum Ko To Rahna Hai |
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe |