Jaoon Kahan Bata Ae Dil from Chhoti Bahen Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chaandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil

Banke toote yahaan aarzoo ke mahal
Ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal
Kahti hai zindagi is jahaan se nikal
Kahti hai zindagi is jahaan se nikal
Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil

Haay is paar to aansuon ki dagar
Jaane us paar kyaa ho kise hai khabar
Thokaren kha rahi har kadam par nazar
Thokaren kha rahi har kadam par nazar
Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil..

Song Details
Movie
Chhoti Bahen
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Hasrat Romani

Other Lyrics from Chhoti Bahen

Bagon Mein Baharon Mein
Bhaiya Mere Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana
Jaoon Kahan Bata Ae Dil
Kali Anar Ki Na Itna Satao
Main Rangeela Pyar Ka Raahi
Main Rickshwala
Yeh Kaisa Nyay Tera

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Awaaz Deke Humein Tum Bulao (Professor)
Badatamiz Kaho Yaa Kaho Jaanavar (Budtameez)