Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga, ho
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga, haye
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Apne uljhe hue balo
Ko sawar jane de
Phul si apni ye
Ruksar nikhar jane de
Apne uljhe hue balo
Ko sawar jane de
Phul si apni ye
Ruksar nikhar jane de
Sadgi hoti hai ruksat
To use hone de
Jism par rang jo bikhre
To bikhar jane de
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Ab teri chal ko
Toofan uthane honge
Jitne soye hue
Fitni hai jagane honge
Ab teri chal ko
Toofan uthane honge
Jitne soye hue
Fitni hai jagane honge
Apni aankho ko
Isharo ki ijajat dekar
Un isharo se kai
Rang zamane honge
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Ye banawat ka zamana
Hai banawat mange
Chahe jhuti hi sahi
Phir bhi sajawat mange
Ye banawat ka zamana
Hai banawat mange
Chahe jhuti hi sahi
Phir bhi sajawat mange
Dil magar mera tere
Pyar ka diwana hai
Tere kadmo ki fakat
Halki si aahat mange
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga, ho
Tere chehare me hai
Jo bat kisi aur me nahi..
Kya Roj Roj Peena |
Mere Soorat Ke Deewano |
O Jhuke Jhuke Naino Vali |
Tere Chehere Mein Jo Hai Baat |