Ankhon Mein Masti from Chhaya Movie (Salil Chowdhury)

Aankho me mastee sharab kee
Kalee julfo me raate shabab kee
Janey aayee kaha se tut key
Mere daman me pankhudee gulab kee

Aankho me mastee sharab kee
Kalee julfo me raate shabab kee
Janey aayee kaha se tut key
Mere daman me pankhudee gulab kee
Haay aankho me mastee sharab kee

Chand kaa tukda kahu
Ya husn kee duniya kahu
Chand kaa tukda kahu
Ya husn kee duniya kahu
Prit kee sargam kahu
Ya pyar kaa sapna kahu
Sochata hu kya kahu
Sochata hu kya kahu
Iss shaukh ko mai kya kahu

Aankho me mastee sharab kee
Kalee julfo me raate shabab kee
Janey aayee kaha se tut key
Mere daman me pankhudee gulab kee
Haay aankho me mastee sharab kee

Chal kehatee hain naa ho
Pehalee ghata barasat kee
Chal kehatee hain naa ho
Pehalee ghata barasat kee
Har adaa apnee jagah
Tarif ho kis baat kee
Aarju kitne dino se
Aarju kitne dino se
Thee hame iss raat kee

Aankho me mastee sharab kee
Kalee julfo me raate shabab kee
Janey aayee kaha se tut key
Mere daman me pankhudee gulab kee
Haay aankho me mastee sharab kee..

Song Details
Movie
Chhaya
Artist
Salil Chowdhury
Music Directory
Salil Chowdhury
Music Label
Saregama
Singers
Talat Mahmood
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Chhaya

Aansoo Samajh Ke
Ankhon Mein Masti
Chham Chham
Chori Chori Jane Hum
Maan Ja Tu
Main Ek Badal Aawara

Other popular Lyrics by Salil Chowdhury

Aaj koi Nahi Apna (Agni Pareeksha)
Balkhati Sharmati Aaja (Usne Kaha Tha)
Chori Chori Jane Hum (Chhaya)
Jhanan Jhanan Bichhua Baje (Chand Aur Suraj)
O RE MAN GUN GUN (Agni Pareeksha)
Chham Chham (Chhaya)
Main Ek Badal Aawara (Chhaya)
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Aawaz)
Aansoo Samajh Ke (Chhaya)
Ajab Tori Duniya (Do Bigha Zameen)