Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi
Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi
Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi
Hum apni khushi se aaye nahi
Dunia me hume tu laya hai
Hum apni khushi se aaye nahi
Dunia me hume tu laya hai
Ye sach hai agar to fir
Hamse kyu dur teri hi chaya hai
Kya hum tere mehman nahi
Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi
Ye gum ki dhup to di lekin
Khusiyo ki kabhi barsat na di
Ye gum ki dhup to di lekin
Khusiyo ki kabhi barsat na di
Jo chain ki nind me kat jati
Aisi to kabhi ek raat na di
Kya apna koi arman nahi
Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi
Ghabrake kabhi dil kahta hai
Acha hai agar hum mar jaye
Ghabrake kabhi dil kahta hai
Acha hai agar hum mar jaye
Marna bhi to tere haath me hai
Ye kam bhi kaise kar jaye
Jina bhi koi asan nahi
Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi
Ya kah de hum insaan nahi
Ya man ja tu bhagwan nahi..
Aansoo Samajh Ke |
Ankhon Mein Masti |
Chham Chham |
Chori Chori Jane Hum |
Maan Ja Tu |
Main Ek Badal Aawara |