Mujhe Apni Bahon Mein from Chauraha Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Mujhe apni baho me lelo
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Meri janam meri jan hai tu
Meri janam meri jan hai tu
Tera koi kya kar sakta hai
Tera koi kya kar sakta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai

Mera rasta kyu rok liya rok liya kyu rok liya
Mera rasta kyu rok liya
Raste pe nain bichane hai
Raste pe nain bichane hai
Julfo se khei rahe ho kyu
Julfo se khei rahe ho kyu
Julfo me phul lagaane hai
Julfo me phul lagaane hai
Dil me aisi bechini ho to
Phul bhi khanjar lagta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai

Ek pyase tere hotho par hotho par
Ek pyase tere hotho par
Tumne kaise pahchan liya
Tumne kaise pahchan liya
Ek aag lagi hai hai sine me
Ek aag lagi hai hai sine me
Tumne kaise jan liya
Ek teer sa teri najro se mere dil par lagta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai
Meri janam meri jan hai tu
Tera koi kya kar sakta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai..

Song Details
Movie
Chauraha
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Tips
Singers
Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Chauraha

I Love You
Lal Lal Tere Gaal Lal
Mujhe Apni Bahon Mein
Yeh Kaisa Pyar Hai
Zara Dekh Tu Peechhe Mudke

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)