Charas Charas from Charas Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Charas, charas

Yeh dhuan, meherbaan charas ka nahi hai
Yeh dhuan, meherbaan charas ka nahi hai
Yeh sama, ho meherbaan, charas ka nahi hai
Lab pe dil ki haan ka nasha hai
Yeh nishaan, meherbaan, charas ka nahi hai
Yeh dhuan, meherbaan charas ka nahi hai

Raat nikhri hui hai ho..
Zulf bikhri hui hai ho…
Raat nikhri hui hai
Zulf bikhri hui hai
Jo pareshaan hum hain, doosre woh gum hain
Gum hain, gum hain, gum hain hain hain hain
Gum yahan, meherbaan charas ka nahi hai
Yeh dhuan, meherbaan charas ka nahi hai
Ho..charas ka nahi hai

Aankhon mein hai ishaare, ha ha
Ab sambhal jaao saare ho ho
Aankhon mein hai ishaare, ha ha
Ab sambhal jaao saare ho ho
Nasha naujawan hai, hosh ka imtihaan hai
Imtihaan, imtihaan, imtihaan haan haan haan
Imtihaan, meherbaan nahi re, charas ka nahi hai
Yeh dhuan, meherbaan ho, charas ka nahi hai
Charas ka nahi hai

Woh yahan to nahi hai, fir kahan woh milegi
Kali dil ki apne, are kahan pe khilegi
Apne dil ki kali bhi, is jagah par khilegi
Apne dil ki kali bhi, is jagah par khilegi
Yahi woh gali hai, yahin par milegi
Yahi woh gali hai, yahin par milegi
Milegi milegi milegi haan haan haan
Gulsitaan, meherabaan yeh, charas ka nahi hai
Yeh dhuan, meherbaan ho, charas ka nahi hai
Charas, charas, charas..

Song Details
Movie
Charas
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Charas

Aaja Teri Yaad Ayi
Charas Charas
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye
Main Ek Shareef Ladki Hon
Mera Naam Ballerina
Raja Na Ja Dil Todke

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)