Khud Toh Badnaam Hue from Chanda Aur Bijli Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Teri chahat me sanam humne bada kam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam

Aaj nazare to mila aankh hai paimana tera
Jhum ke pi le sanam, pyar hai maykhana tera
Apni aankho se sada mujhko pilana sathi
Ek pyase ko kahi bhul na jana sathi
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam

Raz e dil kya hai batu to batana mushkil
Aur aaho ko chhpau to chhupana mushkil
Haye, haye ye naz ye andaz na dekha humne
Aaj to tum mujhe jannat ki pari lagati ho
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam

Pyar ki aisi doraho pe hai jivan mera
Ek taraf jaan meri, ek taraf dil hai mera
Aaj to dil tere kadamo pe jhuka jata hai
Tere jalwo se ye madhosh huya jata hai
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam huye, humko badnam kiya
Khud to badnam..

Song Details
Movie
Chanda Aur Bijli
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Chanda Aur Bijli

Aaj Koi Aayega
Kaal Ka Pahiya Ghoome
Khud Toh Badnaam Hue
Tere Ang Ka Rang

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Dekho Na Jao (Boy Friend)
Salam Aap Ki Meethi (Boy Friend)