Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
Kya ap rah sakenge kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge, meri jindagi se dur
Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
Jis din se ap ho gaye hai mere meharbaa
Ye ishk mangta hi gaya mujhse imtiha
Jis din se ap ho gaye hai mere meharbaa
Ye ishk mangta hi gaya mujhse imtiha
Ye ishk mangta hi gaya mujhse imtiha
Aashik to koi rah na saka aashiki se dur
Aashik to koi rah na saka aashiki se dur
Kya ap rah sakenge kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge, meri jindagi se dur
Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
Dil tha mera bhuja bhuja tanha thi jindagi
Paya karib apko to payi hai khushi
Dil tha mera bhuja bhuja tanha thi jindagi
Paya karib apko to payi hai khushi
Paya karib apko to payi hai khushi
Or is khusi me ho gayi mai har kisi se dur
Or is khusi me ho gayi mai har kisi se dur
Kya ap rah sakenge kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge, meri jindagi se dur
Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
Rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur..
Chand Bujh Gaya |
Chupke Chupke |
Jiska Jab Se |
Rehta Nahin Hai |
Tujhe Zindagi Ki Tarah |
Zulf Meri Lehrai Re |