Zulf Meri Lehrai Re from Chand Bujh Gaya Movie (Ali Ghani)

Julf meri lahrayi re, patli kamar balkhayi re
Julf meri lahrayi re, patli kamar balkhayi re
Firte hai kitne hai age piche jab se jawani ayi re
Jab se jawani ayi re

Har koi dil ko hath milaye
Ban ban ke majnu pyar lutaye
Mai kisko chahu koi na jane
Bante hai sare mere diwane
Bante hai sare mere diwane
Ankh sabhi ne ladayi re
Are pyar me hai mahangayi re
Julf meri lahrayi re, patli kamar balkhayi re
Firte hai kitne hai age piche jab se jawani ayi re
Haye jab se jawani ayi re

Mujhko bhi koi jachne laga hai
Ye shot harsu machne laga hai
Jadu chupa hai meri najar me
Solah baras ki bali umar me
Solah baras ki bali umar me
Hirni si mai ithlayi re
Sabki najar lalchayi re
Julf meri lahrayi re, patli kamar balkhayi re
Firte hai kitne hai age piche jab se jawani ayi re
Haye jab se jawani ayi re..

Song Details
Movie
Chand Bujh Gaya
Artist
Ali Ghani
Music Directory
Ali Ghani
Music Label
T-Series
Singers
Vaishali Samant
Lyricist
Faaiz Anwar

Other Lyrics from Chand Bujh Gaya

Chand Bujh Gaya
Chupke Chupke
Jiska Jab Se
Rehta Nahin Hai
Tujhe Zindagi Ki Tarah
Zulf Meri Lehrai Re

Other popular Lyrics by Ali Ghani

Rehta Nahin Hai (Chand Bujh Gaya)
Jiska Jab Se (Chand Bujh Gaya)
Ishq Sai (Hum Tum Dushman Dushman)
Chupke Chupke (Chand Bujh Gaya)
Chand Bujh Gaya (Chand Bujh Gaya)
Tujhe Zindagi Ki Tarah (Chand Bujh Gaya)
Zulf Meri Lehrai Re (Chand Bujh Gaya)
Tu Mera Yaar Nahi (Hum Tum Dushman Dushman)