Badal Ki Palaki Pe from Chakradhari Movie (Avinash Vyas)

Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Thandi thandi hawaao ke saath
Thandi thandi hawaao ke saath
Lo ho gayi pyar ke mausam ki shuruwat
Ho gori zara hone do mithhi mithhi baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat

Balam zara hone do pyar bhari baat
Lele ke thumkiya, jhoom rahi hai daaliya
Ho jhoom rahi hai daaliya
Naazuk badan mera lachak lachak jaaye re
Naazuk badan mera lachak lachak jaaye re

Patte bajaaye taaliya, jaisa hai jaadu bhara
Aaj ka din gori, waisi bana do meri raat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Ham aur tum dono piya, bhitar se ek hai
Ham aur tum dono piya, bhitar se ek hai
Baahar se dekha me do

Ho, do dil se dil ka mel rahe
To gori kabhi na bichhadna ho
Ho piya kabhi na bichhadna ho
Do tumhari do hamari, chaaro ankhiya ki pyari
Aao ham karaaye mulaaqat
Balam zara hone do pyar bhari baat
Badal ki palaki pe ho ke sawaar
Aaj aane wali hai barsaat
Balam zara hone do pyar bhari baat ho ke sawaar..

Song Details
Movie
Chakradhari
Artist
Avinash Vyas
Music Directory
Avinash Vyas
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist
Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Other Lyrics from Chakradhari

Aaj Achanak Rooth Ke
Aaj Mein Bech Rahi
Badal Ki Palaki Pe
Chal Re Chal Mere Chaak
Data Tum To De Chuke
Is Jag Ke Vishal Pinjre Mein
Kahe Ko Bisara Harinaam
Kya Kuch Bhi Nahi
Meri Soyi Re Aatma Jaagi
O Duniya Ke Maalik Ram

Other popular Lyrics by Avinash Vyas

Kamata Hoon Bahut (Adhikar)
Is Jag Ke Vishal Pinjre Mein (Chakradhari)
Ek Dharti Hai (Adhikar)
Chal Re Chal Mere Chaak (Chakradhari)
Kya Kuch Bhi Nahi (Chakradhari)
B.A M.A P.hd B.T B.com (Adhikar)
Aaj Achanak Rooth Ke (Chakradhari)
Kahe Ko Bisara Harinaam (Chakradhari)
Meri Soyi Re Aatma Jaagi (Chakradhari)
O Duniya Ke Maalik Ram (Chakradhari)