Nadan Hai Anjaan Hai from Bombay Ka Chor Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Haay
Haay

Naadaan hai anjaan hai
Naadaan hai anjaan hai yaar sharma gaya
Gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya

Naadaan hai, naadaan hai anjaan hai yaar sharma gaya
Gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya
Naadaan hai

Woh samajhe hai khilaadi, main jaanu hai anaadi
Woh samajhe hai khilaadi, main jaanu hai anaadi

Tirchhi aankh milaane ki ghabara gaya ghabara gaya
Naadaan hai, naadaan hai anjaan hai yaar sharma gaya
Gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya
Naadaan hai

Aaya hai dil churaane, jara dekho toh bahaane
Aaya hai dil churaane, jara dekho toh bahaane

Chot jarasi khaayi toh balakha gaya, balakha gaya
Naadaan hai, naadaan hai anjaan hai yaar sharma gaya
Gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya
Naadaan hai

Abb chhodo yeh sharmaana, yeh ghabraana pachhtaana
Abb chhodo yeh sharmaana, yeh ghabraana pachhtaana
Yeh dilwaalon ki mehfil hai, jo aa gaya so aa gaya

Naadaan hai, naadaan hai anjaan hai yaar sharma gaya
Gori gori surat dekhi aur pasina aa gaya
Naadaan hai..

Song Details
Movie
Bombay Ka Chor
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Bombay Ka Chor

Dekha Kisi Ne Kuchh
Hai Bahaar E Baag
Halki Halki Sard Hawa
Hasrat Hi Rahi Humse
Hello Hello Ji
Husn Ki Dekhiye Bahar
Jawab De Ya Na De
Nadan Hai Anjaan Hai

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)