Husn Ki Dekhiye Bahar from Bombay Ka Chor Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Husn ki dekhiye bahaar aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar

Husn ki dekhiye bahaar aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar
Husn ki dekhiye bahaar

Aankhe gulaabi chehare kitaabi
Hai mehfil ka aalam sharaabi sharaabi
Aankhe gulaabi chehare kitaabi
Hai mehfil ka aalam sharaabi sharaabi

Umango ki duniya yeh rango ki duniya
Ho jisake farishton ka imaan sa

Husn ki dekhiye bahaar aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar
Husn ki dekhiye bahaar

Shokhi woh shokhi, masti woh masti
Aabaad jinase hai jannat ki basti
Shokhi woh shokhi, masti woh masti
Aabaad jinase hai jannat ki basti

Ai husnwaala sadiya jiyo tum, aur har baras ke din bhi hajaar
Husn ki dekhiye bahaar aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar
Husn ki dekhiye bahaar..

Song Details
Movie
Bombay Ka Chor
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Bombay Ka Chor

Dekha Kisi Ne Kuchh
Hai Bahaar E Baag
Halki Halki Sard Hawa
Hasrat Hi Rahi Humse
Hello Hello Ji
Husn Ki Dekhiye Bahar
Jawab De Ya Na De
Nadan Hai Anjaan Hai

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)