Anhoni Baat Thi from Biwi Aur Makan Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Mujhko mohabbat ho gayi hai
Bas mujhko mohabbat ho gayi hai
Le thanda pile maide ki garmi hai
Dil pe chad gayi hai re
Are kuch nahi hai bhadke
Tere dil ki dhadkan badh gayi hai re
Ab kya hoga re ab kya hoga
Are dil ke jal jane se
Koi sar ki nas bhi jal gayi hai re
Dil jalta hai to de jalne de
Ab hamko mohabbat ho gayi hai
Ab hamko mohabbat ho gayi hai
Are hosh me aa hosh me aa
Ghar walo ko malum hua to ek musibat hogi
Or uspe waha wo nur jan gayi to
Khair nahi tab or kyamat hogi
Wo chal kayamat ki chalkar
Jab aankh ke samne aate hai
To hath keleje par uthakr
Ek dil ko thamne hath hai
Jab aankh ke samne aate hai
Jinki wo chal kayamat hai
Har bat me ek najakat hai
Or aap ke hal pe lanat hai
Har bat pe ek hamakat hai
Is yar ka yaro kya hoga
Nadan ka yaro kya hoga
Are nadan pagle tu kya karne laga hai tu
Jara se dil ki khatir khamkha marne laga hai tu
Ye dil sabko banata hai
Tujhe bhi varg layega
Hame bahar bikalega tujhe andar karayega
Mai uske dar pe sar rakhkar
Ghar ke bahar mar jaunga
Mai uske dar pe sar rakhkar
Ghar ke bahar mar jaunga
Ke mujhko mohabbat ho gayi hai
Ke mujhko mohabbat ho gayi hai
Shekhar bhaiya yu nahi karte
Itni unchi aah nahi bharte
Shekhar bhaiya yu nahi karte
Jhuth muth ki shadi karlo
Sachi sach iishk nahi karte
Shekhar bhaiya yu nahi karte
Marna ho to ispe marlo
Or kisi pe yu nahi marte
Mai us par pura marta hu
Wo kuch kuch mujh par marti hai
Mai usko sahi samjhta hu
Wo mujhko galat samjhti hai
Ye halat kaisi ho gayi hai
Aisi ki taisi ho gayi
Sekhar ko mohabbat ho gayi
Hamko musibat ho gayi
Sekhar ko mohabbat ho gayi
Anhoni bat thi ho gayi hai..

Song Details
Movie
Biwi Aur Makan
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Talat Mahmood
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Other Lyrics from Biwi Aur Makan

Aa Tha Jab Janam
Aise Daaton Mein Ungli
Anhoni Baat Thi
Dabe Labo Se
Jaane Kahan Dekha Hai
Jab Dosti Hoti Hai
Khul Simsim
Rehne Ko Ghar Do
Sawan Mein Barkha Sataaye

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)