Dil Mein Teri Yaad Sanam from Bin Badal Barsaat Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Dil mein teri yaad sanam
Lab pe tera naam
Tere siwa mujhko
Kisi aur se kya kaam
Dil mein teri yaad sanam
Lab pe tera naam
Tere siwa mujhko
Kisi aur se kya kaam

Mujhko hai tujhi se pyaar maan jaa
Kar na mujhko bekaraar maan jaa
Mujhko hai tujhi se pyaar maan jaa
Kar na mujhko bekaraar maan jaa
Jaaoji jaao balam
Tumse bolenge na ham
Jaaoji jaao balam
Tumse bolenge na ham
Dekha jahaan koi haseen
Dil ko liyaa thaam
Tumse hi logon ne
Kiya pyaar ko badnaam
Dil me teri yaad sanam
Lab pe tera naam
Tere siwa mujhko
Kisi aur se kya kaam

Aur ajab chaman chaman
Phira kare koi us ka aitbaar kya kare
Aur ajab chaman chaman
Phira kare koi us ka aitbaar kya kare
Ai mere dil ki kali
Main hoon aur teri gali
Ai mere dil ki kali
Main hoon aur teri gali
Maine to bas tujhko diya
Pyaar ka paighaam
Darse na jaunga
Kuchh bhi ho anjaam

Meri jaan dil ko apne saaf kar
Mujhse jo khataa huyi maaf kiya
Meri jaan dil ko apne saaf kar
Mujhse jo khataa huyi maaf kiya
Achcha ji maaf kiya
Karo ye wada priya
Achcha ji maaf kiya
Karo ye wada priya
Meri hi zulfon ke tale
Beetegi har shaam
Loge nahin duniya mein
Kisi aur ka tum naam
Dil mein teri yaad sanam
Lab pe tera naam
Tere siwa mujhko
Kisi aur se kya kaam
Dil me teri yaad sanam
Lab pe tera naam
Tere siwa mujhko
Kisi aur se kya kaam..

Song Details
Movie
Bin Badal Barsaat
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Bin Badal Barsaat

Bin Badal Barsaat
Dil Mein Teri Yaad Sanam
Ek Baar Zara
Jab Jaag Uthe Armaan
Khushi Bhi Mili Humko
Zindagi Kitni Khoobsurat Hai

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)