Dard Toh Rukne Ka from Bewafa Sanam Movie (Various Artists)

Dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
Dard to rukne ka

Jabse bakhse hai meri ankho ko ansu tune
Jabse bakhse hai meri ankho ko ansu tune
Tabse diwana dil tabse diwana dil aram nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
Dard to rukne ka

Itna sangdil hai ke barbad wo karke mujhko
Itna sangdil hai ke barbad wo karke mujhko
Apne sar koi bhi, apne sar koi bhi ilzam nahi lete hai
Sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
Dard to rukne ka

Ye inayat bhi nahi kam mere hazayi ki
Ye inayat bhi nahi kam mere hazayi ki
Jakham deta hai magar, jakham deta hai magar
Dam nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera,
Kam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
Dard to rukne ka dard to rukne ka
Dard to rukne ka..

Song Details
Movie
Bewafa Sanam
Artist
Various Artists
Music Directory
Nikhil, Vinay
Music Label
T-series
Singers
Bhupinder Singh
Lyricist
Attaullah Khan Esakhelvi

Other Lyrics from Bewafa Sanam

Aati Hai Raat Odhe
Achcha Sila Diya
Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila
Dard Toh Rukne Ka
Ishq Me Hum Tumhe
O Dil Todke Hasti Ho
Tere Bina Dil Mera
Tujhe Bhoolna To Chaha
Umeed Ki Koi Shama

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)