Ishq Me Hum Tumhe from Bewafa Sanam Movie (Various Artists)

Ishk me ham tumhe kya bataye, kis kadar chot khaye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye
Ishk me ham tumhe kya bataye
Kis kadar chot khaye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye, kis kadar chot khaye hue hai
Maut ne hamko,ha maut ne hamko
Maut ne hamko mara hai or ham jindagi ke sataye hue hai
Maut ne hamko mara hai or ham jindagi ke sataye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye

Aye lahat apni mitti se kahde dag lagne na paye kafan ko
Aye lahat apni mitti se kahde dag lagne na paye kafan ko
Aj hi hamne ho aj hi hamne
Aj hi hamne badle hai kapde aj hi ham nahaye hue hai
Aj hi hamne badle hai kapde aj hi ham nahaye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye

Surkh ankho me kajal laga hai, rukh pe gaja sajaye hue hai
Surkh ankho me kajal laga hai, rukh pe gaja sajaye hue hai
Aise aye hai mayyat pe meri, aise aye hai mayyat pe meri, ho
Aise aye hai mayyat pe meri jaise sadi me aye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye

Dusmano ki sikayat hamesha dosto se gila kya karenge
Dusmano ki sikayat hamesha dosto se gila kya karenge
Kat chuke jin ha kat chuke jin
Kat chuke jin darfto ke patte phir kaha unke saye hue hai
Kat chuke jin darfto ke patte phir kaha unke saye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye, kis kadar chot khaye hue hai
Maut ne hamko mara hai or ham jindagi ke sataye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye..

Song Details
Movie
Bewafa Sanam
Artist
Various Artists
Music Directory
Nikhil, Vinay
Music Label
T-series
Singers
Sonu Nigam
Lyricist
Attaullah Khan Esakhelvi

Other Lyrics from Bewafa Sanam

Aati Hai Raat Odhe
Achcha Sila Diya
Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila
Dard Toh Rukne Ka
Ishq Me Hum Tumhe
O Dil Todke Hasti Ho
Tere Bina Dil Mera
Tujhe Bhoolna To Chaha
Umeed Ki Koi Shama

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)