Mere Saaamne Tu Din Raat Rahe from Bees Saal Baad Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Mere saamane tu din raat rahe
Mere saamane tu din raat rahe
Mere saamane tu din raat rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe
Mere haath mein sada tera haath rahe
Mere haath mein sada tera haath rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe
Yeh duniya ho ke woh duniya
Yeh duniya ho ke woh duniya
Mere haath mein sada tera haath rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe

Koyi phul khile na khile ghum nahi
Koyi phul khile na khile ghum nahi
Koyi jakhm sile na sile ghum nahi
Koyi jakhm sile na sile ghum nahi
Koyi phul khile na khile ghum nahi
Koyi jakhm sile na sile ghum nahi
Koyi aur mile na mile ghum nahi
Teri meri hamesha mulaakaat rahe
Teri meri hamesha mulaakaat rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe
Mere haath mein sada tera haath rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe

Iss duniya ka wahaan shor na ho
Iss duniya ka wahaan shor na ho
Rasmo ka rivaajo ka jor na ho
Jahaan hum ho wahaan kuchh aur na ho
Armaano ki bas baaraat rahe
Armaano ki bas baaraat rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe
Mere saamane tu din raat rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe
Mere haath mein sada tera haath rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe
Yeh duniya ho ke woh duniya
Yeh duniya ho ke woh duniya
Mere haath mein sada tera haath rahe
Mere saathi tu hamesha mere saath rahe..

Song Details
Movie
Bees Saal Baad
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Mohammed Aziz, Sarika Kapoor
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Bees Saal Baad

Ho Baliye Ni Chal Chaliye
Kitne Sawan Baras Gaye
Mere Saaamne Tu Din Raat Rahe
Tumhein Itna Pyar Karenge

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)