Taqdeer Ke Kalam Se from Be-Reham Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Takdir ke kalam se koi bach na payega
Takdir ke kalam se koi bach na payega
Peshani pe likha hai
Vo pesh aayega
Malik ne jo likh diya hai
Vo mita na paye ga
Peshani pe likha hai
Vo pesh aayega, vo pesh aayega

Chahane se kabhi arju
Ke phool na kile
Khushi ke char din bhi
Zindgi main na mile

Dekhi ye pyaar kitna majboor hai
Mazil se paas akebhi
Mazil se door hai
Ek nazar bhar kar dekhna payega
Peshani pe likha hai
Vo pesh aayega, vo pesh aayega

Kismat bina koi kisi ko pa nahi sake
Or pyar ko sine se bhi laga nahi sake
Milane se pahele hi yaha
Dil tut jate hai
Safar se pahele humsafar chhut jate hai
Takdir tujhpe hansegi
Tu ro na payega
Peshani pe likha hai
Vo pesh aayega
Takdir ke kalam se koi bach na payega
Peshani pe likha hai vo pesh aayega
Vo pesh aayega vo pesh aayega..

Song Details
Movie
Be-Reham
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Verma Malik

Other Lyrics from Be-Reham

Haseeno Ki Duniya
Ik Labze Muhabbat
Taqdeer Ke Kalam Se
Yeh Saal Ki Aakhri

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)