Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki from Basant Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Aji ulfat to khusiyo ki kahani kon kahta hai
Hasino ke sitam ko meharbani kon kahta hai
Are ja ja
Gajab hai kahar hai tufan hai afat hai
Hasino ki jawani ko jawani kon kahta hai
Are humne unke samne pahle to khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya
Humne unke samne pahle to khanjar rahk diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh rakh diya sar rakh diya

Maine jab puchha meri jan
Sakal hai kaisi meri
Walla kya sakal payi hai
Maine jab puchha meri jan
Sakal hai kaisi meri
Are bewafa ne samne
Are bewafa ne samne lakar tamatar rakh diya
Bewafa ne samne lakar tamatar rakh diya
Humne unke samne pahle to khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya

Apne aashik ko meri jan tune pahchana nahi
Apne aashik ko meri jan tune pahchana nahi
Are ek din me pyar ka haye
Ek din me pyar ka naksha badal kar rakh diya
Ek din me pyar ka naksha badal kar rakh diya
Humne unke samne pahle to khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya

Hamse sikwa kisliye dunia se sikwa kijiye
Hamse sikwa kisliye dunia se sikwa kijiye
Are jisne apne darmaya haye
Jisne apne darmaya lakar mukaddar rakh diya
Jisne apne darmaya lakar mukaddar rakh diya
Humne unke samne pahle to khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya..

Song Details
Movie
Basant
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish
Lyricist
Qamar Jalalabadi

Other Lyrics from Basant

Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki
Chori Chori Ek Ishara
Ghoom Ke Aaya Hoon Main
Idhar Main Khubsurat Hoon
Mere Dil Pe Laga De
Mere Lehange Mein
Naino Mein Suraj
Peechhe Hat Babu
Raaste Mein Ek Haseen
Ukad Dukad Main

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Ek Pardesi Mera Dil Le Gaya (Phagun)
Jaago Jaago Savera Hua (Baaz)
Jo Dil Ki Baat Hoti Hai (Baaz)