Dur Se Aane Wale Bata from Barkha Bahar Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan
O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan
O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan

Kya har sham diye jalte hai
Ab bhi halke halke
Kya har sham diye jalte hai
Ab bhi halke halke
Baithe hai chopal me
Ab bhi yaar log milke
Kya pyar bhari un galiyo me
Ab tak hai wahi chahat ka chalan
Kis hal mein hai yarane watan
O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan

Kya gori ke git wahi hai
Padte hai jab jhule
Kya gori ke git wahi hai
Padte hai jab jhule
O sawan bita phir bhi
Na aaye balam aise bhule
Kya ma ki lori se
Ab bhi aabad hai sapno ka aagan
Kis hal mein hai yarane watan
O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan

Kaise git kaha ke balam
Log to jina bhule
Kaise git kaha ke balam
Log to jina bhule
Bago mein har taraf pade
Hai aashiyo ke jhule
Rone ki sadaye aati hai
Viran hai sapno ka aagan
Kis hal mein hai yarane watan
O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan
O dur se aane wale bata
Kis hal mein hai yarane watan
Kis hal mein hai yarane watan
Kis hal mein hai yarane watan..

Song Details
Movie
Barkha Bahar
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Mahendra Kapoor, Manhar Udhas
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Barkha Bahar

Chham Chham Ritu Barse
Dur Se Aane Wale Bata
Nazar Ka Yeh Paigaam

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)