Mere Hosh Le Lo from Bandish Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Mere hosh le lo diwana bana do
Mere hosh le lo diwana bana do
Koi bat chedo fasana bana do
Mere hosh le lo diwana bana do
Koi bat chedo fasana bana do

Najaro ko dil ki kahani suna kar
Baharo ka mausam suhana bana do
Mere hosh le lo diwana bana do
Koi bat chedo fasana bana do

Ye jee chahta hai jara jee ke dekhe
Ye jee chahta hai jara jee ke dekhe
Mohabbat ka mitha jahar pee ke dekhe
Mohabbat ka mitha jahar pee ke dekhe
Bahano ko chodo bahana bana do
Koi bat chedo fasana bana do
Mere hosh le lo diwana bana do

Na yu sharam se tum nigahe jhuka lo
Mujhe jindagi do mujhe mar dalo
Na yu sharam se tum nigahe jhuka lo
Mujhe jindagi do mujhe mar dalo
Mujhe is najar ka nishana bana do
Mere hosh le lo diwana bana do

Jo tumne kaha hai jo hamne kaha hai
Jo tumne kaha hai jo hamne kaha hai
Jara socho thahro ye sab kuch naya hai
Jara socho thahro ye sab kuch naya hai
Naye pyar ko tum purana bana do
Koi bat chedo fasana bana do
Mere hosh le lo diwana bana do
Koi bat chedo fasana bana do..

Song Details
Movie
Bandish
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Polydor
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Bandish

Are Bhago Are
Main Kaun Hoon
Mere Hosh Le Lo
Rang Bhare Mausam Se Rang
Saiyyanji Ne Ghar Banwaya

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)