Eetal Ke Ghal Me Tital. from Bahurani Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Eetal ke ghar me tital
Bahar acha ke bheetar
Ja puch ke aao chital
Kya bole dai maa
Kya bole dai maa

Eetal ke ghar me tital
Bahar acha ke bheetar
Ja puch ke aao chital
Kya bole dai maa
Kya bole dai maa

Bukha ho jab bhalu
Bukha ho jab bhalu
Gud khaye ya aalu
Chuhiya ho jab choti
Halwa de ya roti
Gay jo mange chara
Gay jo mange chara
Aadha de ya sara
Murgi de jo anda
Mai khau ya panda
Aaye na samjh ke andal
Ye parshan hai bada padantal
Na puch ke aao bandar
Kya bole dai maa
Kya bole dai maa

Eetal ke ghar me tital
Bahar acha ke bheetar
Ja puch ke aao chital
Kya bole dai maa
Kya bole dai maa

Nanhi maina pahne
Nanhi maina pahne
Kitne bhari gahne
Kitni patli nathni
Dale moti hathini
Kuta muh ko chate
Kuta muh ko chate
Ya tango me kate
Bakra bandhe sadi
Ya badhne de dadi
Ye soch na picha chode
Kab tak bheja fode
Ja puch ke aao ghode
Kya bole dai maa
Kya bole dai maa

Eetal ke ghar me tital
Bahar acha ke bheetar
Ja puch ke aao chital
Kya bole dai maa
Kya bole dai maa..

Song Details
Movie
Bahurani
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Bahurani

Balma Anari Man Bhaye.
Eetal Ke Ghal Me Tital.
Kaam Krodh Aur Lobh.
Mai Jagu Sari Rain.
Umr Hui Tumase Mile.
Ye Husn Mera.

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Yeh Munh Aur Dal Masur Ki (Baarish)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)