Sare jaha ki mujhe hai khabar, sabki najar pe hai meri najar
Sare jaha ki mujhe hai khabar, sabki najar pe hai meri najar
Aashik nahi pagal nahi na to mai deewana
Bambai ka babu, mai bambai ka babu
Bambai ka babu, mai bambai ka babu
Sabse juda meri ada ek rahi matwala hu
Ek rahi matwala hu
Dekh muje janewafa main dunia se nirala hu
Main dunia se nirala hu
Jaau jaha kardu waha ek naya jalwa
Mom se najuk mera jigar, tod du lekin main pathar
Mom se najuk mera jigar, tod du lekin main pathar
Aashik nahi pagal nahi na to main diwana
Bambai ka babu, mai bambai ka babu
Bambai ka babu, mai bambai ka babu
Bachke jara chalna yaha, kitne gire in raho me
Kitne gire in raho me
Padhna bada muskil hai raaz chupe hai nigaho me
Raaz chupe hai nigaho me
Kisko pata kiski khata kisko milegi saja
Muskil ho agar koi dagar main kardu asan safar
Muskil ho agar koi dagar main kardu asan safar
Aashik nahi pagal nahi na to mai deewana
Bambai ka babu, main bambai ka babu
Bambai ka babu, main bambai ka babu
Sare jaha ki mujhe hai khabar, sabki najar pe hai meri najar
Sare jaha ki mujhe hai khabar, sabki najar pe hai meri najar
Aashik nahi pagal nahi na to main deewana
Bambai ka babu, main bambai ka babu
Bambai ka babu, main bambai ka babu..
Bambai Ka Babu |
Chori Chori |
Ham Nikal Pade |
Honge Kabhi Ab Na Juda |
Sapne Hai Yade Hai |
Tham Zara |
Ure Baba |