Sapne Hai Yade Hai from Bambai Ka Babu Movie (Anand Milind)

Sapne hai yade hai sadaye hai, hotho me bato me duaye hai
Sapne hai yade hai sadaye hai, hotho me bato me duaye hai
Tufa daba hai meri sanso me, ansu chupa hai meri ankho me
Maine kuch khoya hai, tune kuch khoya hai
Sapne hai yade hai sadaye hai, hotho me bato me duaye hai
Tufa daba hai meri sanso me, ansu chupa hai meri ankho me
Maine kuch khoya hai, tune kuch khoya hai

Chod gaya hai akela mera yar meri jindgani
Pyar aise kyu rutha mujhe deke dil ki nisani
Bhule na ek pal bita hua wo kal
Kaisa bhala use bhulau mai
Aise to ek din jina na, uske bina kaise jiya ko bahalau
Mujhko akele me rulayega koi mujhe na bhalayega
Tufa daba hai meri sanso me, ansu chupa hai meri ankho me
Maine kuch khoya hai, tune kuch khoya hai

Sochti hu duniya me koi dil kisi se kyu lagaye
Dard jiska wo jane do jaa samjh nahi paye
Tu meri pyas tha tu mere aas tha, tuhi to ek mera apna tha
Wo meri jan tha mera jahan tha mera nasib mera sapna tha
Tu meri rato ka swera hai jo nahi hai to andhera hai
Tufa daba hai meri sanso me, ansu chupa hai meri ankho me
Maine kuch khoya hai, tune kuch khoya hai
Sapne hai yade hai sadaye hai, hotho me bato me duaye hai
Tufa daba hai meri sanso me, ansu chupa hai meri ankho me
Maine kuch khoya hai, tune kuch khoya hai
Maine kuch khoya hai, tune kuch khoya hai..

Song Details
Movie
Bambai Ka Babu
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Saregama
Singers
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Bambai Ka Babu

Bambai Ka Babu
Chori Chori
Ham Nikal Pade
Honge Kabhi Ab Na Juda
Sapne Hai Yade Hai
Tham Zara
Ure Baba

Other popular Lyrics by Anand Milind

Mujhe Dil Ka Rog (Chhote Sarkar)
Phoolon Sa Chehra Tera (Anari)
Pyar Mein Dil De Diya (Anari)
Jeth Ki Dopahri Mein (Coolie No. 1)
Aunty No One (Aunty No. 1)
Aari Aari (Yeh Khula Aasmaan)
Jane Jaan Jane Jaan (Anari)
Khabar Kar Do (Baarish)
Kya Mausam Aaya Hai (Anari)
Zindagi Bhi Patang Hai (Yeh Khula Aasmaan)