Apne Liye Jiye To Kya Jiye from Badal Movie (Usha Khanna)

Khudagazr duniya me ye
Insaan ki pahchan hai
Jo paraai aag me jal jaae
Vo inasaan hai

Apne liye jiye to kya jiye
Apne liye jiye to kya jiye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye
Apne liye jiye to kya jiye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye

Nakamiyo se ghabra ke
Kuo apni aas khote ho
Nakamiyo se ghabra ke
Kuo apni aas khote ho
Mai humsafar tumhara hu
Kyo tum uddas hote ho
Haste raho hasane ke liye
Haste raho hasane ke liye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye

Apni khudi ko jo samjha
Usne khuda ko pahchana
Apni khudi ko jo samjha
Usne khuda ko pahchana
Aazaad fitrate inasaan
Andaaz kyo gulamana
Sar ye nahi jhukane ke liye
Sar ye nahi jhukane ke liye
Tu ji, ai dil, zamane ke liye
Apne liye jiye to kya jiye..

Song Details
Movie
Badal
Artist
Usha Khanna
Music Directory
Usha Khanna
Music Label
Saregama
Singers
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Javed Anwar

Other Lyrics from Badal

Aapko Jo Dekhega
Apne Liye Jiye
Apne Liye Jiye To Kya Jiye
Nain Bedardi Chhaliya Ke
Saiyyan Se Nazare Mila Le
Tere Kaabil Mein Dil Ko

Other popular Lyrics by Usha Khanna

Jabse Bani Hai Yeh Duniya (Aao Pyaar Karen)
Sare Mahafil (Ab Kya Hoga)
Andar Ki Baat Hai (Aadat Se Majboor)
Aaye Jo Kisi Ke Kaam (Alibaba Marjinaa)
Kismat Ki Baazi Ka (Aap To Aise Na The)
Nadan Balma (Ab Kya Hoga)
Mehbuba Dilwalo Ki (Anjan Hai Koyee)
Ram Tumhi Ne (Anokha Bandhan)
Tera Pyar Mila (Aadat Se Majboor)
Shaame Bahara Subhe Chaman (Aaja Sanam)