Dil Churane Wale from Bachke Rehna Re Baba Movie (Anu Malik)

Dil churane wale
Jaan bhi churale
Jaan meri churakar apne seene main basale
Jab teri saansein ruk jaayegi
Tab meri saansen kaam aayegi
Dil churane wale
Jaan bhi churale
Jaan meri churakar apne seene main basale
Jab teri saansein ruk jaayegi
Tab meri saansen kaam aayegi
Dil churane wale
Jaan bhi churale
Jaan meri churakar apne seene main basale

Aa gaye hai yaha
Jayenge hum kaha
Dil ki samjho tum jubaan
Ab judaa hum na honge kabhi
Haal jo hain tera
Haal woh hain mera
Main teri tu mera hain deewana
Kam na hongi yeh deewangi
Tujhe hain kasam meri neende churale
Neende churakar apni aankhion main chupale
Jab teri neend udd jayegi tab meri neen kaam aayegi
Dil churane wale
Jaan bhi churale
Jaan meri churakar apne seene main basale

Dil yeh lagta nahi
Bin tere ab kahi
Tera mera pehla pyaar hai yeh
Tu nahi toh sanam main nahin
Jalta hain dil yeh mera
Tere liye jaaneman
Dil main jo lagi aag hain
Ab toh aakar bujhade sanam
Dil ko dhadkanein wale dhadkanein churale
Dhadkanein churakar apne seene main basale
Jab teri dhadkan ruk jayegi
Tab meri dhadkan kaam aayegi
Dil churane wale
Jaan bhi churale
Jaan meri churakar apne seene main basale
Jab teri saansein ruk jaayegi
Tab meri saansein kaam aayegi..

Song Details
Movie
Bachke Rehna Re Baba
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
T-Series
Singers
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist
Dev Kohli

Other Lyrics from Bachke Rehna Re Baba

Bachke Rehna Re Baba
Dil Churane Wale
Eifel Tower
Sharafat Chor De
Tera Husn

Other popular Lyrics by Anu Malik

Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Time Bomb (Aasmaan)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Ab Ke Baras (Ab Ke Baras)