Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Mahishasur ke atyacharo se
Dharti ka jan man dola
Rishi muniyo ka aasan dola
Aur swarg ka indrasan dola
Tab sabhi devtao ne mil kar
Shakti ek banayi thi
Woh shakti hi awatar bani
Jo maa durga kahalayi thi
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Thi sabhi lagi jagamaga rahi thi
Mata daso dishao me
Talawar chakrr dhanush aur trishul
Sab saje the aath bhujao me
Tab dev muni gir pade sabhi
Pag me aanand bhairavi ke
Hey mat bhawani ham sabki tu
Raksha kar mahishasur se
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Hey ambike jagadambike, he maa
Namastasyai namastasyai namo namah
Maa ne jab karu pukar suni
Shital naina angar huye
Kesho ko aur bikher liya
Talwar trishul sanbhal liye
Khappar le kar wo chamunda
Itt chhor kabhi utt chhor chali
Khappar le kar wo chamunda
Is chhor kabhi us chhor chali
Woh satya ki raksha karne ko
Aandhi bankar jhakjhor chali
Woh satya ki raksha karne ko
Aandhi bankar jhakjhor chali
Woh satya ki raksha karne ko
Aandhi bankar jhakjhor chali
Hey ambike jagadambike he maa
Hey ambike he shiva bhawani maa
Hey ambike bhagawati bhawani maa
Hey ambike jagadambike he maa..
Aai Karke Singhar Tohe Nindia |
Ab Charaghon Ka Koi |
He Ambike Jagdambike |
Kahan Phasi Jaan |
Morey Nainon Main |
Sanwaria Ki Sanwri |