Zindagi Mauj Udane from Avtaar Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Tara ram.. Too ru ru……..
Jindgi mauj udane kaa nam hai
Jindgi yaro kee jawani kaa jam hai
Jam hai, payam hai, jindgi tara ram, tara ram
Too ru ru…..

Jindgi mauj udane kaa nam hai
Jindgi yaro kee jawani kaa jam hai
Jam hai, payam hai, jindgi
Nahee nahee yeh jindgi toh mehnato kaa nam hai
Nahee nahee yeh jindgi toh mehnato kaa nam hai
Waqt hai bahut hee kam aur bada kam hai
Waqt hai bahut hee kam aur bada kam hai
Jindgi

Ho jitne khushiyo ke sapne hain, yaro woh sare apne hain
Ho jitne khushiyo ke sapne hain, yaro woh sare apne hain
Gham toh kisi begane kaa nam hain, jam hai, payam hai, jindgi
Kaisa yeh riwaj hai dooniya ke saraye me
Kaisa yeh riwaj hai dooniya ke saraye me
Ped jala dhup me log baithe saye me
Ped jala dhup me log baithe saye me
Jindgi

Haq pyar kaa aaj ada kar du, tujhpe jan fida kar du
Haq pyar kaa aaj ada kar du, tujhpe jan fida kar du
Jina yu hee mar janey kaa nam hain
Jam hai, payam hai, jindgi
Marta hain admi sau bar janam leta hain
Marta hain admi sau bar janam leta hain
Himmat kee kokh se avtar janam leta hain
Himmat kee kokh se avtar janam leta hain
Jindgi..

Song Details
Movie
Avtaar
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Alka Yagnik, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Avtaar

Chalo Bulawa Aaya Hai
Din Maheene Saal
Oopar Wale Tera Jawab Nahin
Zindagi Mauj Udane

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)