Tujhe Khas Fursat Se from Auzaar Movie (Anu Malik)

Tujhe khaas fursat mein usne banaya
Tujhe khaas fursat mein usne banaya
Jo dekha tujhe to khuda yaad aaya
Khuda yaad aaya…
Khuda yaad aaya…
Tu dil maange, main jaan de doon
Mohabbat ka jahan de doon
Har saans meri kehti hai tujhse
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa

Mere haath mein tera haath hai,
Chahat jo teri mere saath hai
Tujhe kaise dil se juda main karoon,
Kahe tu to jaan bhi fida main karoon
Yeh saabit karoonga mein jab waqt aaya
Jo dekha tujhe to khuda yaad aaya
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa

Zindagi se badhkar yeh dosti,
Har khushi se badhkar yeh dosti
Salamat rahe yeh dosti,
Rahe na rahe hum rahe dosti
Tune yeh keh kar mujhe kyun rulaya,
Jo dekha tujhe to khuda yaad aaya
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa
Tujhe khaas fursat mein usne banaya
Jo dekha tujhe to khuda yaad aaya
Khuda yaad aaya…
Tu dil maange, main jaan de doon
Mohabbat ka jahan de doon
Har saans meri kehti hai tujhse
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa
Dhoondhte reh jaaoge yaar hamare jaisa..

Song Details
Movie
Auzaar
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Tips Music
Singers
Chandana Dixit, Kumar Sanu, Udit Narayan
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Auzaar

Dil Ke Sau Tookray
Dil Le Le Lena
Hum Aur Tum Aur Yeh Sama
I Love You I Love You
Masti Ka Aalam Aaya Hai
Thahara Hai Yeh Sama
Tujhe Khas Fursat Se

Other popular Lyrics by Anu Malik

Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Time Bomb (Aasmaan)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Ab Ke Baras (Ab Ke Baras)