Apne Apne Miya Pe from Apna Bana Lo Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Apne apne miya pe sab ko bada naaz hai
Apne apne miya pe sab ko bada naaz hai
Apne apne miya pe sab ko bada naaz hai
Aji puch lo kisi ye khulm khula raaz hai

Apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai
Jiska miya ganja wo dete hai hawale
Ganje sir vale hote hai paise wale
Hote hai paise vale
Ganja hai to kya hai vo mere sir ka taj hai
Ganja hai to kya hai vo mere sir ka taj hai

Apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

Jiska miya budha wo bole tum kya jano
Wo bole tum kya jano
Budhe ka tajurba hota nojawano
Budhe ka tajurba hota nojawano
Aage kuchh na pucho
Ke aati mohe laaj hai
Aage kuchh na pucho
Ke aati mohe laaj hai

Apne apne miya pe sab ko bada naaz hai

Jiska miya bahanga
Are jiska miya bahanga
Wo gati hai ye gana
Wo gati hai ye gana
Kahi pe nigahe kahi pe nisana
Kahi pe nigahe kahi pe nisana
Kahi pe nigahe kahi pe nisana
Jis pe mar mitti mai yahi wo andaz hai

Apne apne miya pe sab ko bada naaz hai

Jis miya kala wo kale ke gun gaye
Wo kale ke gun gaye
Mera kala daftar se sida ghar aaye
Ha sida ghar aaye
Gora ruke raste me bada dhokhe baaz hai
Bada dhokhe baaz hai

Apne apne miya pe sab ko bada naaz hai

Jiska miya lamba
Wo aage sab piche
Wo aage sab piche
Chad jaye chat pe utare na niche
Utare na niche

Lambu ka jamana hai lambe ka riwaz hai
Lambu ka jamana hai lambe ka riwaz hai
Apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai
Apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai
Apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai
Aji puch lo kisi ye khulm khula raaz hai
Apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai..

Song Details
Movie
Apna Bana Lo
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Apna Bana Lo

Apne Apne Miya Pe
Dekho Koi Pyar Na Karna
Main Hoon Deewana
Main Kehti Hoon
Pani Mein Aag Lagane Ki Raat Hai

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)